Tuesday, July 24, 2007

“May(sharab) aur Main”


“May(sharab) aur Main”

Pahle to main peeta na tha aey saki,
Tune peena seekha diya,
Pahle to main Marta na tha Saki,
Tune jeena sikha diya,

Pahle jise dekh kar pher lete the muh,
Aaj ussi ko humne hotho se laga kiya,
Pahle jise kahte the zeher,
Aaj ussi me doobe rahte din ke charo pahar

Ab to ‘May” hi mera jeevan,
“May” hi mera naam,
“May” me hi kat ti meri har shaam,
Ab “May” nahi to main bhi nahi,

Kyoki Pahle to main peeta na tha aey saki,
Tune peena seekha diya,
Pahle to main Marta na tha Saki,
Tune jeena sikha diya……
-rusty

9 comments:

Venus said...

Kavi-var... subah ke paune 6 baje ki post hai.."Kya MAY mein doobe huye the??"
This is really one of my favourites of your collection. Isse padh kar tumhaari lekhni ki taakat ka andaaza hota hai. Bas us lekhni ki syahi ko sukhne mat dena Rusty!!

Unknown said...

"SOME THING ELSE"...Koi comparision nahi...Please keep it up...aur hamesha likhte raho Rusty!!!

majprathu said...

good show janab.....
kal jo pee thee uska nasha hain, tumahari kasam aaj pee hi nahin

Rishi said...

I dunno where has my earlier comment gone..but to reiterate my point I just want to mention that its superb..Its agreat way to put forth ur wonderful ideas..Keep rocking by adding more such awsome works of urs..

hemendra said...

sahi he dost ... sach me mazaa aa gaya

"ek wo he jinhe peena hamara dushwar nahi he...
phir kyon kahte he humse unhe pyar nahi he ..."

choti si tukbandi ... aapki kavita ko samarpit

Unknown said...

Hey... too good yaar!!!
Excellent one...
keep writing and posting them for us...

I wonder how do ppl write so beautifully... :)

Priyank said...

Aaj pata nahi ki may me main hu ya mujh me may,
ke may se main hu ya mujhse may,
Koi kehta hai May me nasha hai koi kehta hai main nashe me hu,
ab to lagta hai main hi may hu, may hi main hu...

Ayus Kumar Meharia said...

good one rusty..keep it up...gujarat me rahkar bhi itni nashili kavita...wah..kya baat hain...

majprathu said...

kya baat hain bahut saari kavita likh rahe ho.. gud keep it up